Lyrics Kia Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Lout Kay Aa Jaty

The Legend Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Qawwal
Kia Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Lout Kay Aa Jaty
Posted by Nusrat Collection 
Lyrics Kia Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Lout Kay Aa Jaty
[Video] [MP3] [Lyrics] [Download]
Translation 

Kia Tha Jo Gharri Bhar Ko, Tum Laut Ke Aa Jatay
Beemar-e-Mohabat Ko, Sourat To Dekha Jatay


Qasid Payam-e-Khat Ko, Daina Bahut Na Tool
Bas Mukhtasir Yeh Kehana, Ke Ankhein Taras Gaien


Youn Zindagi Guzar Raha Hoon Tere Bagair
Jaisay Koi Gunah Kiye Ja Raha Hoon Mein


Nazuk Tera Mariz-e-Mohabat Ka Hal Hai
Din Kat Chuka Hai Raat Ka Katna Mohal Hai


Aaja Ke Aass Tootnay Wali Hai Piyar Ki
Bujhnay Lagi Hai Shama Tere Intezar Ki


Lyrics Kia Tha Jo Gharri Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jatay
Beemar-e-Mohabat Ko Sourat To Dekha Jatay


Itna To Karam Karte Dukh Dard Mujhay De Kar
Tasawwur Mein Chale Atay Tumhara Kia Bigar Jata
Tera Parda Bana Rehta, Mujhay Deedar Ho Jata


Jati Hoi Mayat Daikh Ke Bhi, Wallah Tum Utth Ke Aa Na Sakay
Do haar Kadam To Dushman Bhi Takleef Gawara Karte Hain
Daikh Jatay Mere Loot-thay Howai Armanoon Ko


Itna To Karam Karte Dukh Dard Mujhay De Kar
Ek Bar Mere Ansoon Daman Se Sukha Jatay


Lazate Intezar Laita Hoon, Younhi Shab-e-Ghum Guzar Laita Hoon
Jab Bhi Dasti Hai Mujhay Tanhai, Naam Tera Pukar Laita Hoon


Phir Dard-e-Judai Ko Mehsous Na Main Karta
Acha Tha Aagar Mujh Ko Deewana Bana Jatay


Kia Tha Jo Gharri Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jatay Video
Beemar-e-Mohabat Ko Sourat To Dekha Jatay


Mujh Per Ghum-e-Furkat Ki, Tohmat Na Kabhi Lagti
Ankhoon Main Agar Apni, Tasveer Basa Jatay


Phir Unse Fana Mujh Ko, Rehta Na Gila Koi
Darwana Mera Kar Ke, Deedar Kara Jatay


Kia Tha Jo Gharri Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jatay Mp3
Beemar-e-Mohabat Ko Sourat To Dekha Jatay

Embed Code [Copy and Paste Code Where You Want]
<script type="text/javascript"><!--
google_ad_client = "ca-pub-7105599396460731";
/* Nusrat Banner */
google_ad_slot = "1942697416";
google_ad_width = 468;
google_ad_height = 60;
//-->
</script>
<script src="//pagead2.googlesyndication.com/pagead/show_ads.js" type="text/javascript">
</script>
Previous Post Next Post