Lyrics Dil Pe Chot Lagti Hai Unke Muskurane Se by Nusrat Fateh Ali Khan

The Legend Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Qawwal
Lyrics Dil Pe Chot Lagti Hai Unke Muskurane Se [Lyrics]
Posted by Nusrat Collection 
Lyrics Dil Pe Chot Lagti Hai Unke Muskurane Se by Nusrat Fateh Ali Khan
[Video] [MP3] [Lyrics] [Download]

Dil Peh Chot Lagti Hai, Unke Muskuranay Se
Ho  Sake  To   Aajao   Ab   Kisi   Bahane   Se
Tere Beghair  Dil  Mera Ujra Howa Tiyar Hai
Sagir Hai Mae Hai Abr Hai Bagh-e-Bahar Hai

Aey   Dost   Ab   To   Sirf  Tera  Intezar  Hai
Har Lamha Zindagi Ka Mujhe Na Gawar Hai
Aajao   Zindagi   Ka   Kahan   Aetebar   Hai
Sama Suhana Hai Sawan Hai Mae Barasta Hai

Dil Mera Kaat Ke Udasi Ko Nikalo
Sawan Aya Badal Chaye, Bulbul Chehki Phool Khile
Aane Wale Sab Aa Puhanche Sajan Tum Kab Aoge
Nafasein Jawab De Gain Torr Raha Hai Dam Koi

Apne Mariz-e-Hijar Se Ab To Na Be Niaz Ho
Yun Zindagi Guzar Raha Hun Mein Tere Beghair
 Jaise Koi Gunah Kiye Ja Raha Hun Mein
Tarap Uthti Hai Dil Mein Chasham Se Chashmay Ubalte Hain

Khuda Shahid Shab-e-Furqat Mein Jo Nalay Nikalte Hain
Muj Ko Ab Uthao Na Apne Aastane Se
 Tere Pas Aye Hain Rooth Ker Zamane Se
Aaj Apne Gulshan Ka Rang Hi Nirala Hai

Urr Chuka Hai Phooloon Ka Rang Un Ke Jane Se
Un Ko Bhool Jane Ka Dil Kahan Se Laoon Mein
Mein Jitna Bhoolta Hun Uss Qadar Wo Yaad Ate Hain
Hai Kitna Ikhtiyar Unko Hai Kitni Bebasi Apni

Unko Bhool Jane Ka Dil Kahan Se Laoon Mein
Na Kar Mujhe Sharam Sar Naseh
Mein Dil Se Majboor Hun Ke Jis Ka Hai Yun To
Kaun-o-Makan Pe Kabo Magr Mohabat Pe bs ni he

Mohabat Insan Ki Hai Fitrat Kahan Hai Imkaan-e-Tark –e-Ulfat
Wo Aur Bi Yaad Aa Rahe Hain Mein Unko Jitna Bhula Raha Hun
Aag Ye Bharakti Hai Aur Bi Bhujane Se
Ae Qamar Kisi Ko bi Haal-e-Dil Na Batlao

Zakhm Aur Barhta Hai Daikhne Dikhane Se
Dil Peh Chot Lagti Hai, Unke Muskuranay Se
Embed Code [Copy and Paste Code Where You Want]
Video
<script type="text/javascript"><!--
google_ad_client = "ca-pub-7105599396460731";
/* Nusrat Banner */
google_ad_slot = "1942697416";
google_ad_width = 468;
google_ad_height = 60;
//-->
</script>
<script src="//pagead2.googlesyndication.com/pagead/show_ads.js" type="text/javascript">
</script>
Tags:
Previous Post Next Post